Hindi ya Hinglish kisme kare blogging?

Hindi Ya Hinglish Kisme Kare Blogging? Hello dosto, kya aap blogging start karna chahte ho or aap soch rahe ho ki konsi language me suru karu HINDI ya HINGLISH to guys is article ko pura padna me isme apke sare doubts clear kar duga ki blogging kisme karna behtar hai. Bahut se logo ke man me confusion hota hai ki blogging kisme kare Hindi me ya Hinglish me is topic me bahut se logo ne khub sare article bhi likh diya hai but kuch logo ne Hindi ko acha kaha to kisi ne Hinglish ko, to aap kisi me bhi blogging karo dono hai hi Hindi hi bas likhne ki lipi alag alag hai. Or bahut se myth bhi isko leke to hum is video me yeh bhi discuss karege. To jaisa ki aap logo ko pta hai ki hindi India ki official language hai or India me sabse jayda boli jane wali language hai, kuch log Hindi ko India ki R ashtra Bhasa kehte hai to me aapko bata do ki Hindi India ki rashtra bhasa nhi hai, asal me India ki koi bhi rashtra bhasa nhi hai, Hindi or English yaha ki official language hai. yeh kuch genral...